Neeraj Roy kumar
@neerajroykumar · 19 Nov 2026, 5:15 am
"Hum mard hain, Jaskirat. Paida hone se maut tak, humara kartavya hai ladna. Apne maqsad ke liye, apne sapno ke liye, apne haq ke liye, apno ke liye. Yeh humara dharm hai, aur iske liye humein koi shabashi ya medal nahi milta." Happy Men's Day Brothers 🤗 #internationalmensday
0600
Join the conversation on Fifefy
Reply, react, or give this post one of your five daily Hi-Fives.
